Ye Tanha Dil...

Monday, July 03, 2006

Aaj...

Aaj dekha wo chehra jaana pehchaana..
Khwaabon mein tha jiska aana jaana..
Door se hi wo salam kar gaye..
Dhadkanein humaari benaam kar gaye...

2 Comments:

Post a Comment

<< Home