Ye Tanha Dil...

Friday, July 20, 2007

Dil ka marz...

Dil ke marz ka bus yahi ek fasana hota hai..
Ashq karte hein bayan, Zubaan ko khamosh hona hota hai..
Aashiqi mein takleef kuchh nahin yaron..
Bus dard be-panah aur anjaam janaza hota hai...

1 Comments:

Post a Comment

<< Home